New style me timli status editing tips (code :- 001)

Tech

Dost me aaj apko timli ke new song pe New style me timli status editing tips (code :-001) status video editing karna shikha duga to Blog to last Tak padhate rahena or ase hi new post apko milti rahegi to sabse pahale apko apane alight motion ap me beat Mark and Effect and png image ko download kar lena he kese download karna wo is blog me bata ye ge to apko last Tak pathana he New style me timli status editing tips

Beat Mark

Beat Mark download karne ke liye apko pahale apko video ke driskrpsion me chale Jana he or vaha apko beat Mark link mil jayegi us par Click kar ke beat Mark project ko apne alight motion ap me import karne liye alight motion app autometic open ho kar aa jaye ga vaha pe apko thoda wait karna he vaha pe pahale very fai link likha huva ayega us ke baat import vala option Mel Jaye ga us pe click kar le Beat mark ko add kar lena he

Shake effect

Shake effect alight motion me import kar ne liye shake effect ki link pe click karna he or vo Click karte hi ap redirect ho jaoge alight motion ap open hoke aa jaye ga vaha pe very fay link likha huva aa jaye ga us ke baad import ka option mele ga us pe click kar ke project add kar lena……sem trick se png image project ko bhi add kar lena he apko dosto

Timli status editing Project add kar ne ke Baad

Sabse pahale apko beat Mark project ko open kar lena he or Kone me apko plush vala ikan milega us pe click kar na or apke samne dusare Nubar pe media ka option dikha ne ke liye mil jaye ga us pe click kar na he us pe jese hi click Kari ke apne gallery me jobhi file hogi vo open hoke aa jaye gi apko Jo bhi file me apna image hoga us file ke select kar lena he or apke samne photo dikha ne ke liye mil jayega jo bhi photo Lena us pe click kar dena hoga photo Ane ke baad apko photo ko bada kar ne ke liye tir vala ikan pe click kar ke last Tak chale aana he us ke baad cone me tree dot vala option dhikhe ga us pe click kar he or fill capereaion ka option aye ga us pe click kar dena hoga.

Photo fill capereaion kar ne ke baad apko back ana he or png image ko open kar lena he vaha apko sare Leyer Ko ak bar select kar lena he or or us ko copy kar lena or back chale ana he or beat mar ko open kar lena he or starting me ake us Leyer Ko paste kar dena.

Effect kese paste kare

PNG image ko copy kar ke peste kar ne ke baad apko effect ko open kar leni or vaha pe apko 3 group mile GE. Pahel Nubar ka group ko apko copy kar lena he or apko Beat mark me jage pahale Nubar ka jo beat Mark he us ye group peste kar dena us ke baad cone me tree dot vale option pe click kar ke ungruop kar Lena us ke baad fir se apko effect open kar leni hogi us ke baad dusara group ko copy kar lena hoga us ke baad back chale ana hoga or dusare Beat mark pe Jake paste kar dena hoga us ke baad Kone me tree dot vale option click karna hoga or vaha pe last me ungruop vala option mile ga us pe click kar dena hoga sari effect ho jaye gi.paste kar ne ke baad back aake effect ko open kar leni hogi or tresara group ko copy kar ke Beat Mark ko open kar lena or 3 sare beat mark pe Jake paste kar dena or tre dot vale option pe click kar ke apko ungruop kar lena hoga itana hone ke baad.

Project Ke Upar Click kare

Boter ko upar kese laye

Boter upar lane ke liye sabse pahle apko boter ko copy kar ke dilet kar dena hoga us ke baad apko Jo boter copy ki us ko paste kar den jo boter hogi vo paste hoke upar aa jaye gi

Seva kar ne ke liye kya kre

Status banke Ready hone ke baad apko cone me tir Bala option mile ga us pe click kar ke last me apko Exprot ka option mile ga us pe click kar ke apko status sev kar lena hoga.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *